HELLO FRIENDS
AAJ ME AAPKO BATAUGA KI OPEN SOURCE KYA HOTA HAI AUR HUM
KAISE OPEN SOURCE SOFTWARE KA USE KAR SAKTE HAI.
OPEN SOURCE SOFTWARE FOOUNDATION KO MEI THANKS KEHNA CHAHTA
HU KI WHO BAHUT SE SOFTWARE FREE ME PROVIDE KARTE HAI.
AGAR HUM ELECTRONICS ME SIMULATION KI BAAT KARTE HAI TO AISE
KAI SOFTWARE HAI JO AAJ USE KIYE JATE
HAI PAR KOI BHI SOFTWARE KABHI BHI SARE FEATURES USE NI KARNE DETE ISE
HUM SIMPLE BHASHA ME KAHE TO YEH FULL VERSION YA LICENSED VERSION KEHLATE HAI.
CHALIYE KUCH SIMULATION SOFTWARE KI BAAT KARTE HI JAISE
1. MATLAB
2.OCTAVE
3. XYLINX
4. P-SPICE
5. CIRCUIT MAKER
1. MATLAB
2.OCTAVE
3. XYLINX
4. P-SPICE
5. CIRCUIT MAKER
YEH SABHI STUDENT VERSION AVAILABLE HAI PAR FREE NAHI HAI
MATLAB AGAR AAPKO FULL FEATURES KA USE KARNA HAI TO LICENSE LENA PADEGA JISKI
COST KARIB HAZARO RUPEES ME HOGI KUCH SAMAY KE LIYE JAISE 30 DAYS YA 1 SAAL.
ISILIYE FOSS JO KI FREE OPEN SOURCE SOFTWARE FOUNDATION HAI
NE KUCH SOFTWARE FREE DOWNLOAD AUR INSTALL KARNE KI FACILITY DI HAI
AB AAP KAHEGE YEH FREE ME HAI TO FEATURES NI HOGE, TO SAHI
HAI KUCH FEATURES SAYAD NA MILE PAR JYADA TAR FREE HI MILEGE THODA AAPKO CODING
ME MEHNAT LAGEGI.
MATLAB DRAG AND DROP FEATURES NI HOGE JISSE AAPKO THODI
DIKKAT HOGI PAR AAP SIKH SAKTE HAI AGAR ACHCHE PROGRAMMER YA CODER HAI.KYUKI JO
BHI CHIZ AAPKO FREE ME MILTI HAI USME DIKKAT HOTI HAI.
FREE OPEN SOURCE KO KYA FAYDA HI SOFTWARE FREE ME PROVIDE
KARNE SE TO FRIENDS GENERALLY YEH SABHI EK COMMON LICENSE KE ANDAR PROVIDE KIYE
JATE HAI JAISE GPL(JO KI GENERAL PUBLIC LICENSE).
for video tutorial, click link below
https://youtu.be/PAY3gcx4WDo
No comments:
Post a Comment